Root kya hai aur iske fayda aur nuksan

 ROOT



Namashkar dosto mera naam hai Ankush aur aap dekh rahe hai TECHEEEZ aj hum baat karenge 'ANDROID ROOT'ki to aap me  se kai viewer honge jinhone 'ANDROID ROOT' ke baare me pata hoga ya unhaone kabhi koi phone root kiya hoga aur kuch honge jinhone root suna hoga per unhe iske bare me pata nahi hoga aur wo apna phone root karna chahte honge is video me hum baat karenge root kya hota hai? iske fayde aur nuksan ke baare me TOH CHALIYE SURU KARTE HAI HAMARA BLOG
sabse pehle baat karte hai ki  root kya hai to jaisa iska naam hai root matlab jad to is process me aapke phone ki sabhi security ko tod ke phone ke jad(root) tak pahuncha jata hai ijse aapke phone se saari security jo google dwara lagaya jata hai wo hat jati hai aur aapka divice free hojata hai ab aap koi bhi featur jo root se pehle use nahi kar sakte the wo ab use kar sakte hai 
aap koi bhi android virson install kar sakte ho aur uske feature use kar sakte ho,aap preinstaled application uninstall kar sakte ho,aap apne memory card ko ram me convert kar sakte ho
Root ke nuksan
dosto jis prakar har acchi cheej me thodi se boorai haoti hai waise hi root ke bhi kaafi saare nuksan hai aao hum iske baare me jante hai 
(1) PHONE BRICS: doston PHONE BRICS ek sabse major problem hai jo root karte samay aati hai.isme aapka phone dead hojata hai yaani on karne par sirf company ka logo dikhai dega aur kuch nahi hoga. Isko thik karna kaafi tough kaam hai aur ek profesional person hi isse thik kar sakta hai.
(2) HANG:friends agar aap apna phone root karte hai to aapka phone bahut hang karega jisi aapko kafi problem hosakti hai. Agar aap apne phone ko root karna chahte hai to aap ek baar acche se soch le ki kya aapko sach me root ki jaroorat hai ya nahi. To umid hai ki aapko ye blog pasand aaya hoga�

Comments

Post a Comment

If you have any question, suggestion, complaint about blog the tell me

Most popular